Pehla period aksar confusion, sharmindagi, aur stress ka time hota hai—lekin ye bilkul normal hai! Is blog mein hum simple bhaasha mein samjhayenge ki pehla period kya hota hai, kya expect karein, aur kaise emotionally support diya ja sakta hai, taaki ye safar easy aur comfortable ho jaye.
Sanitary pad ka sahi tarah se use karein (Bloom Care pads are gentle & leak-proof!)
4–6 ghante mein pad change karna zaroori hai
Hamesha hands wash karein pad change karne ke pehle aur baad
Underwear clean aur cotton ka ho to better comfort milega
?? "Mumma, yeh kya ho raha hai?"
Ye ek common sawaal hai, is liye parents ka calm rehna bahut zaroori hai.
Parents should:
Bina judgment ke baat karein
Periods ko ek healthy aur normal process ke roop mein batayein
Daughter ko sanitary products ka use samjhayen
Unhe confidence aur comfort feel karwayein

Pehla period ek natural journey hai — aur agar information sahi ho, support mil raha ho, to yeh experience empowering ban sakta hai.
✨ Bloom Care ke saath, har step easy aur confident banta hai!